Wednesday, April 6, 2011

Pathan naswar le kr pohanch gaya

Ek pathan ko seelab zadgan se bohat maar parri
.
.
.
.
.
.
.
.
kiyoun?
.
.
.
.
.
kyun k khan sab seelab zadgan ke imdad k ley 3 truck
.
.
.
.
.
.
.
Naswar le kr pohanch gaya.

Pathan zindabad

1 pathan dosra say: Yaar 1 new surf se shirt dhoi to wo choti ho gae,

ab kia karoon?

2nd pathan: use surf se naha lay, puri aa jay gi…..

Pathan zindabad

Mujh say kal ka rizq na maang

Allah Rabb-ul-Izzat Farmata hai….

Aay Banday!

1: Mujh say kal ka rizq na maang jis tarhan main tujhy se kal k amal nahi mangta

2: Main tujhy passand hon to ye tera haq hai k tu bhi mujhe passand ho

3: Tu merey thoray diye se razi ho ja,

Qayamat k din main tere thory kiye se razi ho jaon ga.

Subhan Allah…..

40 dino tak azaab hata liya jata hai

Hazrat Muhammad S.A.W.W ne Farmya:

“jb aik jawan admi toba krta hai to

mashrik se maghrib tk k qabristano me

40 dino tak azaab hata liya jata hai.

Please tell youngers.

Pakistan vs India World Cup 2011 SMS Message

Indiaaaa walo zara dekh kar khelnaaa!

.

.

.

Tumhari sheela jawaan hai,

Munni badnaam hai,

Aur hamara Captain “Shahid Afridi

Pathan Hai!

Submitted By: Zeeshan

Kiyoun k Maa k sath guzra hua waqt

Jab bhi farig waqat mile to apni Maa k pass ja k betha karo,

Kiyoun k Maa k sath guzra hua waqt qayamat k din nijat ka baes bany ga

Hazrat Ali (A.S)

Bewafaa bohot anmool hotay hain

Agar muhabbat ki tijarat ka itna shauq hai to,

Yeh baat bhi jaan lo “Aye Dost

Yahaan wafa ka koi mool nahin hota,

Aur

Bewafaa bohot anmool hotay hain!